*ASLI MUSHRIK KOUN.?*_
*ASLI MUSHRIK KOUN.?*_
_*Kuch Dino Se Wahabiyo ne Bholi Bhali Awam ko Gumrah Karne Ke liye Ek Post Bana Kar Send Karna Shuru kiye hai Aur Usme Sab Par Shirk ke Fatwe Laga Diye...*_
_*✒️To Unke Kiye Hue Juthe Aitraaz Ke Jawab Isme Mojud hai Zarur Padhe Aur Ise Zyada se Zyada logo Tak Pahochae Take Log Inki Napaak Sazish ko Pehchane...*_
_*Aitraaz : 1*_
_*📛Shirk # 1: Aaj ka Musalman Keta hai"Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad..*_
_*📚"QURAN Ka Jawaab "Aey Nabi Insab Se Keh Dijiyee Ki Mai Tumhare Nafa Or Nuqsan KaIkhtiyaar Nahi Rakhta Ye Sirf ALLAH ke Paas Hai"*_
_*📕Surah Jinn Ayat # 21, Surah Al-Aaraf # 187*_
_*🚫Aitraaz Ka Jawab:-Bhar do jholi meri ya muhammad, Al-Quran-> Aur jo kuch tumhe Rasool ata farmayein wo lo Aur Jisse Roke to Ruk Jao*_
_*📕Surah Al-hashr ayaat no.7*_
_*📚Al-Quran- Aur inhe kya bura laga yehi na ke Allah aur Rasool ne inhe apne fazl se gani kar diya..*_
_*📕Surah Al-Tauba ayaat no.74*_
_*Gani Allah ne Kiya Aur Pet me Dard Wahabiyo ko Hua..*_
Aitraaz-2
_*📛Shirk # 2: "Shahe Madina Saare Nabi Tere Dar Ke Sawali..*_
_*📚"Quran kahta hai :- "Aey Logo Tum Sirf ALLAH ke Dar Ke Faqeer Ho"*_
_*📕Surah Fatir # 15*_
_*🚫Aitraaz Ka Jawab :- Shah-e-Madina saare Nabi tere dar ke sawali..*_
_*📚Al-Quran-> Aur yaad karo jab Allah ne paigambaron se inka ahad liya..*_
_*📕Surah Al-Imran Ayaat no.81*_
_*📖Al-hadees-> Nabi-e-Pak (صلی اللہ علیہ وسلم) ne farmaya,"Allah deta hai aur main taqseem karta hun"*_
_*📕Bukhari shareef jild 1 safha 16*_
Aitraaz-3
_*📛Shrik # 3 "Jo Mang Dar-E-Mustafa Se Maang"*_
_*📚Quran kahta hai:-" Jo Maango Sirf Mujh ( ALLAH ) Se Mango Sirf Mai Tumhari Dua Qabool Karta Hon"*_
_*📕Surah Momin # 60*_
_*🚫Aitraaz Ka Jawab:-Jo mang dare mustafa se mang..*_
_*📚Al-Quran-> Aur Agar jab wo apni jaano par zulm karein toh aye mehboob tumhare huzur hazir hon aur phir Allah se maafi chahein aur Rasool inki shafayat farmayein toh zaroor Allah ko bahut tauba qubul karne wala meherban payein.*_
_*📕Surah Al-Nisa ayaat no.64*_
Aitraaz-4
_*📛Shirk # 4 "Maula ALi Meri Kashti Paar Lagade*_
_*📚"Quran kahta hai:- "Jin Ko Tum ALLAH K Siwa ( Apni Mushkilat Mai ) Pukartey Ho Wo Tumhari He Tarah KBandey Hain, Agr Tum Sache Ho Tou Zaroori Ha k Jab Unhey Pukaro To Wo IskaJawaab Dein"*_
_*📕Surah A'raaf #194*_
_*🚫Istagasa 4->Maula Ali meri kashti paar laga dena..*_
_*📚Jawaab-> Al-Quran-> Tumhare dost nahi magar Allah aur uska Rasool aur Imaan wale*_
_*📕Surah Al-Maida ayaat no.55*_
_*(kya hazrat Ali (رضی الله عنہ) imaan wale nahi..?)*_
_*📖Al-hadees-> Nabi-e-pak (صلی اللہ علیہ وسلم) ne farmaya, "Beshak Ali mujh se hain aur main Ali se hun aur Ali har momin ka madadgar hai mere baad"*_
_*📕Tirmizi shareef jild 2 safha 212*_
Aitraaz-5
_*📛Norani noor har bala door*_
_*🚫Aitraaz Ka Jawab:-Al-Quran-> 📌Aur inhe kya bura laga yehi na ke Allah aur Rasool ne inhe apne fazl se gani kar diya.*_
_*📕Surah Al-Tauba ayaat no.74*_
_*✒️Toh beshak Allah inka madadgar hai aur jibrael aur neik imaan wale aur iske bad farishte (yaani noor) madad per hain.*_
_*📕Surah Al-tahreem ayaat no.4*_
_*✒️Aaiye ab aapko batate hain ke yeh log badmazhab kyun quran paak ki ayaat ko galat jagah isemal karke musalmano ko gumrah karte hain..*_
_*✒️Hazrat Abdullah bin umar (رضی الله عنہ) farmate hain, "kharji (jo deen say kharij ho yani badmazhab) itne gumrah log hain ke jo ayaat kafiron (mushrikeen) aur buton (idols,murtiyon) ki mazamat me nazil huyein inko musalman par chispan karte hain"*_
_*📕Sahih bukhari jild 2 sahfa 1024*_
_*✒️Ab Aaiye Dekhte hai Ki Asli Mushrik Logo Par Shirk Ka Fatwa Lagane Wale Hai Ya Fir wo Kuch Bhole Bhale Musalman Jo Allah ke Mehboob Bando ke Waseele Se Apni Murade Mangte hai...*_
_*📖Hadees:- Nabi-e-paak (صلی اللہ علیہ وسلم) ne farmaya, "Mujhe tum par us shaksh ka khauf hai jo quran paak padhega aur is par Quran ki Ronaq Dekhi jaye gi aur usne islam ki chadar odh li ho gi phir Allah jidhar chahy ga usko behka dega wo islam ki chadar se nikal jayega aur apne musalman padosi par talwar chalaye ga aur us par shirk ki tohmat lagayega"*_
_*✒️Sahaba ikram (ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨهما) ne pyaare Aaqa (صلی اللہ علیہ وسلم) se pucha"Dono main mushrik kon ho ga ?"*_
_*✒️Aap (صلی اللہ علیہ وسلم) ne farmaya, "Shirk ki tohmat laganay wala"*_
_*📕Tibrani shareef jild 20 sahfa 88*_
_*✒️Shirk Ki Tohmat Lagane Wale ko Allah Ke Rasool Sallahu Alayhi Wasallam ne Mushrik Kaha Hai Aur Ummat Ke Shirk Karne Ke Bare me Aage Hadeese Paak Padhe..*_
_*✒️Aaiye is topic ko aur clear karlein Allah ka shukr ada karein Sunni bhaiyon aur inke shirk ke fatwon se pareshan hona chodh dein..*_
_*✒️Hamare pyare Nabi-e-Paak (صلی اللہ علیہ وسلم) ki gawahi ummat ke Naam farmaya, "Khuda ki kasam mujhe yeh khauf nahi ke tum mere baad shirk karne lagoge"*_
_*📕Bukhari shareef hadees no.6426*_
_*⛔FAISLA AAP KARE KI ASLI MUSHRIK KOUN HAI..*_
_*💠Isi Liye Imaam E Ishq o Muhabbat ne Farmaya...👇*_
_*Suna Jangal Raat Andheri Chaaee Badlee Kaali Hai Sone Waalo Jaagte Rehna Choro Ki Rakhwali Hai.*_
Comments
Post a Comment